Ek lafz-e-mohabbat ka adna saa fasana hai simte to dil-e-aashiq phaile to zamana hai
Ye kis ka tasavvur hai ye kis ka fasana hai jo ashk hai ankhon mein tasbeeh ka daana hai
Ham ishq ke maaron ka itna hi fasana hai…
♥️♥️♥️♥️💞💞💞
♥️♥️🥹🥹
❤️
.... ا
Home
Feed
Search
Library
Download