Tery khuwabon main khona chahta hoon
Main lambi neend sona chahta hoon
Diye jalty hain, saaye dolty hain
hawa chalti hy, rona chahta hoon
Koi naghma gar, koi paarsa
kay main aazad hona chahta hoon
golden era of pak muzic
exactly ....... sona chahta hoon
ye kya chotia insan hai :-D
Paki Aerosmith!
